Please Subscribe My YouTube Channel

Tuesday, March 06, 2018

कंप्यूटर की कुछ रोचक जानकारियाँ

कंप्यूटर की कुछ रोचक जानकारियाँ 

ITCI

1. Daily Use Me Aane Wala Computer Mouse Sabse Pahle Wood Ka Banaya Gaya Tha.
2. Every Month Lagbhag 5000 Computer Virus Banaye Jate Hai.
3. Ab Tak Lagbhag 17 Billion Devices Me Internet Istemal Kiya Ja Chuka Hai.
4. World Ki Pahli Hard Disk Me Sirf  5 MB Data Store Kiya Ja Sakta Tha.
5. Computer Screen Me Dikhne Wale Sabhi Visual Sirf 3 Color Red, Green, Blue Se Milkar Bane Hote Hai.
6. Duniya Ka Pahla Computer Monitor Ka Istemal Pahli Baar 1980 Me Kiya Gaya Tha.
7. Duniya Ke Pahle Computer Ka Keyboard Ka Aavishkar 1968 Me Kiya Gaya Tha.
8. CD, DVD Or Pen Drive Se Pahle Bahari Data Ka Aadan Pardan Karne Ke Liye Floppy Disk Ka Istemal Kiya Jata Tha.
9.  Pahla Floppy Disk Ka Aavishkar 1970 Me Huaa Tha. Jiski Store Capacity Sirf 75.79 KB Thi.
10. Duniya Me Sabse Jyada Istemal Kiya Jane Wala USB Hardware Pen Drive 1999 Me Samne Aaya Tha. Lekin Market Me Ise 2000 Me Utara Gaya Tha. Us Time Iski Storage Capacity Sirf 8 MB Thi.
11 . Aap Apne Computer Par Koi File Banakar Use ” Con ” Name Se Save Nahi Kar Sakte. Kyonki Ye Keyboard Computer Me Protected Hota Hai.
12 . Sabse Pahli  Ram (Random Access Memory) Ki Store Karne Ki Capacity Sirf 46 KB Hi Thi.
13 . Internet Par Available Sari Jankari Ka 80 % English Language Me Hai.
14 . Jab CD , DVD Or Pen Drive Nahi Tha. Tab Data Ko Ek Computer Se Dusre Computer Me Bhejne Ke Liye Floppy Disk Ka Istemal Kiya Jata Tha.
15 . Ek Baar 15 Saal Ke Bachhe Ne Sabse Badi Space Organization  NASA Ki Website Ko Hack Kar Liya Tha. Jiske Karan 21 Din Tak NASA Ka Kaam Band Ho Gaya Tha.
16 . 1956 Me IBM Ne Ek Hard Disk Banai Jiska Name 305 RAMAC Tha. Iska Weight To Tons Metha. Lekin Ye Sirf 5 Mb Tak Hi Data Store Kar Sakta Tha.
17 . Computer Bahut Hi  Fast Hota Hai. Ye Lagbhag 38 Thousand Trillion Operation Ek Second Me Kr Sakta Hai.
18 . Ham Jo Keyboard Ka Istemal Karte Hai. WO QWERTY Keyboard Hota Hai. Iska Name Isliye Asa Hai. Kyonki Keyboard Ki Pahli Line Ke Shuru Ke Alphabet QWERTY Hota Hai.
19 DOS (Disk Operating System) Computer Ke Hardware Ko Software Se Interface Karne Me Help Karta Hai.
20 . Aaj Ke Youg Ke Frame Digital Computer Ki Capacity 10-20 MIPS Hai.
Is Post Me Aapko Bataya Gaya Ki Computer Kisne Banaya Name , Bharat Me Computer Kab Aaya, Computer Ki Khoj Kab Hui Agar Aapko Post Achee Lage To Share Karn Na Bhule.

No comments:

Post a Comment

*******Please Comment, Like and Share******
दोस्तों पूरी पोस्ट पढने के लिए धन्यवाद, आशा करता हूँ आप को यह पोस्ट पसंद आई होगी और भी अधिक जानकारी के लिए या मुझसे जुड़ने के लिए आप मुझे मेरे फेसबुक पेज information & technology computer institutions और इन्स्टाग्राम ID:- satyam_hardoi को फॉलो कर सकते है,
मेरा youtube चैनल itci computer hardoi सर्च करे और पाए कंप्यूटर से सम्बंधित सभी विडियो और हाँ प्लीज नई अपडेट पाने के लिए चैनल को सब्सक्राइब जरुर करें, धन्यवाद | आपका $ सत्यम सर् $